www.motivationzone.blogspot.com

Sunday, September 28, 2025

26 motivational lessons you must know

 



1. Growth tabhi aati hai jab hum comfort zone se bahar nikalte hain.

2. Passion wahi hai jo paise ke bina bhi tumhe khushi de.

3. Attitude se decide hota hai hum successful hain ya nahi.

4. Pyaar ka matlab chase karna nahi, support karna hai.

5. Insaan pasand uske nature se aata hai, na ki harkaton se.

6. Bada insaan wahi hai jo dukh akela jheleta hai aur sukh baant leta hai.

7. Lat insaan ki pehchaan ban jaati hai.

8. Aaj ka struggle, kal ka sukoon banta hai.

9. Zindagi jeene ke liye aayi hai, kisi ko pasand aane ke liye nahi.

10. Jab sab chhin jaye, tab khuda sab kuch lota deta hai.

11. 4 enemy of human : anger , lust, ego and greed

12. Galti karne se pehle soch samajh lo, kyunki har decision ka result hota hai.

13. Jeetne ke liye sirf 2 cheezein chahiye – khud par vishwas aur manzil pane ki aas.

14. Badalne ka dard zaruri hai, kyunki bina badlav ke growth nahi hoti.

15. Rona ho to akela ro lo, dukh sabko mat batao.

16. Khushi usi chehre pe chamakti hai jiske andar self-respect hoti hai.

17. Focus long-term goals pe rakho, short-term distractions pe nahi.

18. Strong banna hai to heartless banna padega, emotions se value mat khona.

19. Duniya hamesha aapko test karti hai, har situation tab tak repeat hoti hai jab tak aap alag tareeke se react na karo.

20. Self-discipline motivation se bhi zyada important hai.

21. Sabko izzat do, par jahan izzat na mile, wahan se nikal jao.

22. Niyat hi insaan ko pehchaan deti hai – acchi ho to swarg, buri ho to narak.

23. Time ki value samajho – har pal wapas nahi aata. Paisa vapis a sakta h , lekin time nahi 

24. Zindagi ek chhoti si kahani hai – jyada mat socho, action lo.

25. Jo tumhe todne ki koshish karte hain, unhe apni jeet se galat prove karo.

26. Treat everyone equally, spread positivity 

No comments:

Post a Comment

Trust is base of any relationship.

 1. Sach bolna (Always Honest) – Chhoti ya badi baat, hamesha sach bolen. 2. Wada nibhana (Keep Promises) – Jo bhi commitment karein, use ti...